aatir
1
Kabhi kitabon mein phool rakhna kabhi darkhton pay naam likhna
humay bhi yaad hai aaj tuk woh nazar say harfay salam likhna
woh chand chehray woh behkee batain
sulgatay din thay mehaktee ratein
woh chotay chotay say kaghzon pay mohabaton kay payam likhna
gulab chehray say dil lagana
woh chupke chupke nazar milana
woh arzoon kay khawab bunana woh kisaae na tammam likhna
meri nazar kee haseen fizaon
kahin joh unka nishaan pao
toh poochna phir kahan basay ho kahan hainun ka qaim likhna
hamay bhi yaad hai aaj tuk woh nazar say harfay salam likhna
kabhi kitabon mein phool rakhna kabhi darkton pay naam likhna
alata
6
Re: Salam (Hasan Rizvi)

Agar koi "NISHAN"
**
Na paaen tu......??
Re: Salam (Hasan Rizvi)
Noor Jahan provided a beautiful voice to this great piece of poetry!
It's great! Thanx for sharing.
Re: Salam (Hasan Rizvi)
Aaniha nice sharing. Keep it up.