Re: Salaat-Ul-Wusta / Middle Prayers
ji bilkul drust farmaya app ney, Allah apni panah mein rakhy namazon ki ghaflat se, dunya kay mamlat tu na khatam honey walay hain magar namaz ka wakt ek bar chala jaye tu dobara nahi ata, isliye fikr namaz ki honi chhaye mamla Allah kay hawalay.