Salaam Pakistan - Joog Joog Jiye [Merged]

Re: Salaam Pakistan

Aik aur.......

**Jub hum nay khuda ka naam liya
To us nay humain in-am diya

Mera in-am Pakistan
*Pakistan* Pakistan *Pakistan* Pakistan
Mera peghaam *PakistanPakistan*** Pakistan *Pakistan* Pakistan
Mohabat amn hai aur oska hai peghaam *PakistanPakistan*** Pakistan*Pakistan* Pakistan *Pakistan* Pakistan *Pakistan* Pakistan

Khuda ki khaas namat hai
Bazurgoon ki basharat hai
Ta-awun hi ****Ta-awun hai
Mohabat hi Mohabat hai


Asasa hai jeyaaloon ka
Shaheedo ki amanat hai
Kayi nasloon ki qurbani
Kayi nasloon ki mehnat hai

Nida Qauid ki hai Iqbal ka ilhaam Pakistan

*Pakistan *Pakistan *Pakistan *Pakistan *Pakistan *Pakistan

Agar Allah nay chaha
Zamana woh bhi aye ga
Jahan tak waqt jaye ga
Isay agay hi paye ga

**