**Behno aur Bhaiyoon aao Pakistan say apnay pyar ka izhaar karain.
Is thread main hum sub Pakistan kay milli naghmain post karain gay…chahay poora na sahih, kuchh hissa hi sahih. Laikin jub hamaray peyaray Pakistan ki saal gira aaye to yeh thread aik yaad gaar bunn chukka ho. Is thread ke koi rules naheen hain siwaye is kay ke aap nay koi bhi milli naghma yaani patriot song apni har post main likhna hai…aur please off topic koi baat na karay warna main woh post delete karwa doon gi. Shukriya.
To meri taraf say.
Joogg joogg jeye mera peyara watan
Lubb pay dua hai dil mai laggan
****Joogg joogg jeye
****Joogg joogg jeye
**Joogg joogg jeye
**
Maray watan too sub ke liye, jaan say barh kar peyara hai
In gul rang fizaaon main, tujh hi say ujeyara hai
Tera har ik zarra, tera har ik zarra hai kiran
Ho Joogg joogg jeye, **Joogg joogg jeway mera peyara watan
Lub pe dua hai, dil main laggan ho Joogg joogg jeyeJoogg joogg jeye
** **Joogg joogg jeye
**
Allah rehti duniya tak
Rakhay salaamat shaan teri
Teray dumm say hum zinda
thujh say hai pehchaan meri
Tujh pay nichawar hai
****Tujh pay nichawar tunn munn dhunn
****Joogg joogg jeye
****Joogg joogg jeye
****Joogg joogg jeye mera peyara watan
Lub peh dua hai dil main laggan
**
Teray bina dil nah lagay , oOooOO pakistan dil deewana teray leyah . . . . . teray bina dil nah lagay : jhanda:
Asi zameen or asman , is kay seewa jana kaha , bharti rahay , yah zindage , bharta rahay yah karwan dil dil pakistan , jaan jaan pakistan , dil dil pakistan
itz less den a week left n nobody showing shor sharaba :(
.
.
.
.
if it keep goin like diz so like afta few yrz dere wont b naam-o-nishan 4 our jashn-e-azadi :( (ALLAH na karay aisa)
thanx alot OMG
.
.
.
.
well i m opening a thread every day w/new milli naghma but 4m now i’ll just post it here
.
.
.
.
ALLAH ka inaam yeh azad watan hai
ALLAH ka inaam yeh azad watan hai
azad watan hai
yeh PAK watan apna KHUDA ka watan hai
ALLAH ka inaam yeh azad watan hai
azad watan hai
Iqbal hai khaab tou Qaid ki hai tabeer
hai millat-e-Islam ekhlaas ki tasveer
parcham mai hilal aur sitaray ki hai tanveer
kar leta hai har ghar mai musalmaan ko taghseer