Tumharay khat mein naya ik salaam kis ka tha,
Na tha rakeeb to aakhir woh naam kis ka tha !
Raha na dil mein woh be-dard aur dard raha,
Maqeem kaun hua hai maqaam kiska tha !
Wafa karengay nibayengay baat maanaygay,
Tumhay bhi yaad hai kuch yeh kalaam kiska tha !
Guzar gaya woh zamaana kahein to kis say kahein,
Khayaal meray dil ko subah-o-shaam kis ka tha !
Come to the party
But not come late
Eat all dishes
But not eat plates
÷¡ïÐåñïå·ï¡÷¡ïAli