Dania
November 25, 2006, 6:13pm
1
Assalam-o-Alaikum!
Kya haal hain sab kay?
Alhamdollillah main bilkul theek thaak
Main Michigan move hogayee hoon…but i’m missing Toronto very much
Adjust kar rahee hoon yahan apnay aap ko…khair
Aap sab ki duain chahiyah…apni duaon main yaad rakhiyah ga mujhay..
AQ
November 25, 2006, 6:25pm
2
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
Khana badosh
Michigan kaY ba’ad kahaaN move ho gee :p?
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
:walam:
Billion kee tarah 7 ghar badalteen tab bhee acha tha. Yeh koi 27 dafa suna hai ke tum move kar gayee ho
IS
November 25, 2006, 7:39pm
4
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
jiti rahein khush rahien
sab ka to mujay nai pata liken mai khud itna theak nahi hon aaj
JI zaroor u r in my DUAs INSHA ALLAH
ATA
November 25, 2006, 7:43pm
5
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
yani you called her sukkhaaN ?
how about to NY ?
**Dania, **w’salam
w’salam
nice to see u, and where in MI ? is it Southfield or something?
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
Assalam-o-Alaikum!
Kya haal hain sab kay?
Alhamdollillah main bilkul theek thaak
Main Michigan move hogayee hoon…but i’m missing Toronto very much
Adjust kar rahee hoon yahan apnay aap ko…khair
Aap sab ki duain chahiyah…apni duaon main yaad rakhiyah ga mujhay..
Alhamdulilah aap teek tak ow! ALLAH Ta’ala aap ko hameshah khush rakheh is zindagi meh, aur akhirat meh.
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
Assalam-o-Alaikum!
Kya haal hain sab kay?
Alhamdollillah main bilkul theek thaak
Main Michigan move hogayee hoon…but i’m missing Toronto very much
Adjust kar rahee hoon yahan apnay aap ko…khair
Aap sab ki duain chahiyah…apni duaon main yaad rakhiyah ga mujhay..
Happy Move Weekend
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
WS.
And I moved from Michigan to California lol. I Bet you will get used to the snow there since you moved from Toronto. Best of luck.
Dania
November 25, 2006, 10:01pm
9
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
AQ: LOL..bass kya karain…Qismat main aisa likha hai meri ab houston ka shayad prog hai
Innocent smile: main dua karoongee kah tum hamesha theek raho
ATA: to u too ..I’m in Farmington
thanx all
IS
November 25, 2006, 10:05pm
10
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
Sukriya Tuwada meray liay dua karnay ka :-)
_ahn
November 25, 2006, 10:44pm
11
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaM
Sukria aap k puchnai ka
Mai theek aur khariyat sai hoo, kaam theek chal raha haiN
ghar mai sub khairiyat hai, chotai ka exam ho raha hai, barhay bhai ko bukhar hoo gaya hai, aaj ammi nai mujha aik chappal utha ker maara baqi phir kabi
Aap ki duwaoo ka talabgaar
aan nawazish hogi
Aap ka apna
@AHN @ & Co.
Allah Haifz
Dania
November 26, 2006, 5:45pm
12
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaM
^
LOL
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaM
LOL at ahn
ImranQ
November 26, 2006, 5:50pm
14
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaM
I read the title SALOOOOOOOOOOOOO
Dania
November 26, 2006, 6:32pm
15
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaM
saloo ?
ImranQ
November 26, 2006, 6:51pm
16
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaM
its something like “salo mei tumhey nahi choronga” :soldier:
Dania
November 27, 2006, 1:39am
17
Re: SalaaaaaaaaaaaaaaaaaM
but salooo hai kon?