Sakht mana hai...

Aik admi ko bara zor ka number 2 laga. idher udher dekha to koi toilet nahin nazar aya. Socha ke idhar hi kardu, kaun dekhe ga. Itne mein eik police wala aya aur us admi ko pakar liya. Police wala bola: “Kya tum ko maloom nahin ke yahan par pakhana karna SAKHT mana hai!” Woh admi bara innocently bola: “Lekin sahab, mein ne to naram naram ki he!”

i know thats a joke u invented but whatever it is,it really sucks.