sakhhi.....

sakhhi ne jaane kya dil meN Thaani ke hanste hanste nazar bacha kar khawaab ke jugnuoN ko pakRha aur apne aanchal ke aik kone se baandhh Daala khawaab ki woh aseer aisi woh apne jazboN meN heer aisi subah ko uss ne girah jo khholi to uss ne dekha ke rang aanchal ke uRh chuke haiN khawaab saare bikhar chuke haiN tamaam jugnu to mar chuke haiN...

Re: sakhhi.....

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *

sakhhi ne jaane kya dil meN Thaani
ke hanste hanste nazar bacha kar
khawaab ke jugnuoN ko pakRha
aur apne aanchal ke aik kone se
baandhh Daala
khawaab ki woh aseer aisi
woh apne jazboN meN heer aisi
subah ko uss ne girah jo khholi
to uss ne dekha
ke rang aanchal ke uRh chuke haiN
khawaab saare bikhar chuke haiN
tamaam jugnu to mar chuke haiN...
[/QUOTE]

Beautiful.... well i dont know what else to say... kisi kay dard koo hum beautiful kahtay hain... thanks for sharing... has touched the heart....

Dard itney khubsurat lafzon main beyyan kiya gya ho tou usay beautiful he kehtey hain :-)

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *
Dard itney khubsurat lafzon main beyyan kiya gya ho tou usay beautiful he kehtey hain :-)
[/QUOTE]

aab ya behi nahi biyan karnay walay par behi munhasair hoo sakta hia.... what you say...;)

:k: beautiful :slight_smile:

zaber10:k::k:

Thanks :-)

excellant.

Good one! :)

bahut khoob nazish thanks 4 sharing!

nice :k:

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *
Dard itney khubsurat lafzon main beyyan kiya gya ho tou usay beautiful he kehtey hain :-)
[/QUOTE]

Nazam tu qatil hai hi...............bohat hi haseen..............magar is description ki aik line sae yeh samujhe gaee kae .......Nazish tum un kuch loogoon main sae ho jo "SAMUJHTAE hain ,DARD ko"
thanks .

nice one nazo thanks for sharing..:)

Thank you everyone.

adhoori ghazal ji nazam pasand karne ka bohat shukriya :flower1:

Dard-e-dil key vaaste paida kiya insaan ko
Warna ata’at kay liye kuch kam na they karrobiyaaN.

bahut khoob :k:

Re: sakhhi.....

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *

sakhhi ne jaane kya dil meN Thaani
ke hanste hanste nazar bacha kar
khawaab ke jugnuoN ko pakRha
aur apne aanchal ke aik kone se
baandhh Daala
khawaab ki woh aseer aisi
woh apne jazboN meN heer aisi
subah ko uss ne girah jo khholi
to uss ne dekha
ke rang aanchal ke uRh chuke haiN
khawaab saare bikhar chuke haiN
tamaam jugnu to mar chuke haiN...
[/QUOTE]

Tumharee sakhhi zaalim :(