Sajda.....

Re: Sajda…

Mujhay masla hota hai jab vo musalsal hartay hain aur rare good performance par sajday main gir jaatay hai.

Aur mujhay shadeed masla hai jab vo jhaar jaisi daarhi kay saath maidaan mai utartay hain.

Daarhi rakhni hai to kam az kam dhang say groom bhi karain keh daiknay vaalay ko buri naa lagay.