Re: ~Sajda-e-Ishq~
mere paas deevaan hai Iqball kaa aur us meN maiN ne yeh kalaam kabhii nahiiN paRhaa…ek Iqbal Safipurii bhii haiN…unkaa bhii taKhallus Iqbal hai aur aksar log dhokaa khaa jaate haiN.
yeh na to Iqbal kaa andaaz e bayaan hai aur na hii unkii zabaan…last three lines to saaf taur par yeh bataatii hai k unkaa kalaam nahiiN hai