Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

kitabeib parhny ka shauq aahista aahista khatam hota jata hai

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

2 page to padh hi sakte hain

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

mujhy to gard hi dikhty hai ab kitabon par

:hmmm:

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

Tech k wajah se?

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

kitab ko hath mein pakar k parhny ka jo maza hai woh on line ya PC pe nahin hai

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

:hmmm:…:k:

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

koi app ki kisthi ka khayaal kyun rakhey :smiley:

fan-e-sakhan matlub :confused: bhool gayi kya hai :bummer:

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

adabi zoq

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

is shair ki tashree kijiye :hmmm:

fan-e-sakhn ka samander paar ker jata
koi tu soch ke rakhta meri kisthi ka khayaal

sirf yehi samjh nahi aya :vivo:

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

patta nahin, jo shayar ke dil main aaya likh dia… shayari ki mani nahin hote

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

Bus ker dijiye :omg: manni hi nahi hutey allah huakber :rotfl:

is terhan se tu mae phir shayeraaa hun :smiley:

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

ji aap Noshi Gilani, Fakhira Batool se badi shayra hain. wo depression ke maare likti hain, aur aap depression phelane ke liye :stuck_out_tongue:

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

:snooty: mae tu khud hi depression mae hun :frowning:

soch ker chaley they badal dein gey sab ko

Mager pather se bhi zyda sakt dil hain sab ke.:snooty:

.abhi abhi baynaya hai :smiley:

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

baynaya?? kia ye bhatte ki nai shakal hai

Re: Saja ke khud ko sooli pe kar dia kamal

abhi abhi nazool hoa hai