Sailab ZadgaaN kay liyaay....

aisa kaun sa incentive diyaa jaiey
kay woo aik baar phirr Sailabi kaifiyat Taari karnay par amaada ho jaieN :frowning:

Mairay sailabi bhaiyooN aur behnoo
I am missing you :crying:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

muhjai nahi pata tha kai app bhi sailab pai yakeen rakhtai hai:aq:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

Mairay sailabi bhaiyooN aur unkee behnoo

me missing u too,:teary1:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

i am already getting nostalgic about the good old days :hinna:
ab woo waqt kabhi wapis nahi aaiey ga :frowning:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

guzra howa wakat kabhi wapis nahi atta:chai:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

it backfired… I tell you.. :no:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

guzray waqt ki bhennss ki poonch :mad:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

aa jataa hai…Kala Kola zinda baad.. kion james bhai… :phati:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

:omg:

well striking ZINDABAD:k:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

tum pitWaoo ge mujhai… :bummer:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

app bhanss ki naak kai baal:naraz:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay....

diapers ... achay waalay diapers ...

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

Mujhe bhi koii bata do,is thread main kerna kya hai:bummer:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay....

^-- aap cholay ka thaila laga lain yahan... meray diapers kay thailay kay sath hi ... :s

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

Chhole ka theila tau laga luun lekin phir meri Kabarhiye ki dukaan per kaun bethega:naraz:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay....

^-- apnay UNN ko bitha dain wahan, match bhi hojaingay wo dukaan say :-p

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

waqie tumhara nick james bond nahi jamez bhaand hi hona chahyeay:D

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

Masla tau wohi rahega–UNN ki mauchhii girii ka kya hoga phir:naraz: ,joote kaun Paalish karega:bummer:

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

UNN ka koi chota bhai farigh nai ? :s

Re: Sailab ZadgaaN kay liyaay…

:rotfl: