**
saaHab zaade beTe ke liye bhi bolaa jaataa hai jaise aapke saahabzaade kia kar rahe haiN yaa ek aur bhi hai…jaise…laRkii ke liye rishta aataa hai to gharwaale use laRke kaa naam le kar discuss nai karte bal k kahte ahiN k saahabzaade kaun haiN kia karte haiN etc…etc…it all depends…its used also as a pronoun**