Hum be’khud O Sar’shaar sadaa zindah rahain Gye ,
Haalaat k may’khuwar saddaa zindah rahain Gye ,
Kuch waaqif Aadaab muhbbat nahin marty ,
Kuch sahib israar sadaa zindah rahain Gye ,
Ehsaas k ph0ol0n k0 khazaa’n ch0o nahin sakti ,
Ulfat k chaman zaar sadaa zindah rahain Gye ,
Ha apna jun0o’n azmat d0raa’n ki kahaani ,
Azmat k talab’gaar sadaa zindah rahain Gye ,
Nisbat ha jahaa’n main gham insaan se jin k0 ,
W0h deedah e be-daar sadaa zindah rahain Gye ,
Ha qasr haqeeqat main tery dam se ujaala ,
SaGhir! Tery afkaar sadaa zindah rahain Gye.