sagar ke paar jaana tha

Sagar ke paar jaana tha, kashti kahan gai
Tu tha to baat aur thi, wo hasti kahan gai

Ek Tere rahne se jungle, mera abaad tha
ab veeraane sab Jagah, basti kahan gai

Teri surmai aankhon ke jaam humko yaad hain
Bhulay hain saari dunia par masti kahan gai

Re: sagar ke paar jaana tha

mukhtasar magar bohat khoob,agar thorri or lambi ho jati to maza doballa ho jata.keep it up.

Thank God! atleast you understood the lines.. thanks dear shazia!!

Re: sagar ke paar jaana tha

nice