Safed Baal

Ek bacche ne apne mom se poocha, mummy aapke sar me ek do baal safed dikh rahe hain, aisa kyon?

Mummy ne bataya, beta jab bhi aap meri baat nahin sunte ho, to mere sar ka ek baal safed ho jata hai, agar aap chahte ho ki mummy hamesha acchi dikhe to aap meri baat mana karo.

Bacche ne phir poocha mummy!!, mom ne poocha ab kya? Bacche ne phir kaha, ab main samajh gaya ki Nani ke saare baal safed kyon hain!!!

Re: Safed Baal

:)

Re: Safed Baal

cute :biggthumb:

Re: Safed Baal

Smart kid :D