safar

ek aur intekhab:

safar tanha nahi kartay
suno aisa nahi kartay
safar jis ka muqadar ho
ussay rauka nahi kartay
jissay shafaf rakhna ho
ussay maila nahi kartay
yeh unchay pair kaise hain
kahin saaya nahi kartay
sehar say puch lo mohsin
keh hum soya nahi kartay…

Bohat khoob......

safar tanha nahiN kartay......

Wah!

wah ji wah bahut khoob!

safar tanha nahi kartay

:k: kia kehney :k:

khoobsorat intekhab.

Re: safar

**

waoo… its amazing stuff ..:k:
beautifull..thanks for sharing.

niceeeeeee:k:

Wah … zabardast … kia tabahi selection hay :k: :k:
thanks for sharing

wah g wag :k:
buhat khoob

Safar jis ka muqader ho
usay roka nehi kertay

:k: