**Safar par saath chala tha jo rehbron ki tarah
Juda hua wo ß aakhir musafiron ki tarah
Main sochta hun wo kaise bichar gaya mujh se
Jo dhoop me milta tha mujhe badalon ki tarah
Ajeeb shakhs tha hawaon se dushmani lay kar
Wo rait par likhta tha mujhe paglon ki tarah
Wo chahaton ki mukamal kitab tha yaaro
Mujhe fasana sunata tha shairon ki tarah**
Re: Safar par saath chala tha jo rehbron ki tarah
Very nice :k:
Time for tajzia:
**
**
Magar dushmani main aap ka naam kiyun likhta tha.. apna likhta to samajh bhi aata
**
**
Yehi to aajkal ke actors ka masla hai.. dialogue delivery
Rehearsal nahin karte na 
Re: Safar par saath chala tha jo rehbron ki tarah
DiL-e-Nadan ki TassaLi ko to hain Afsane bohat
Re: Safar par saath chala tha jo rehbron ki tarah
:k: