ehsan
1
Sadma to hai mujhe bhi ki tujh sey judaa huun mein
lekin ye sochta huun ki ab tera kya huun mein
bikharaa para hai tere hee ghar mein tera wajuud
bekaar mahfilon mein tujhe Dhundhta huun mein
**na jaane kis ada se liya tu ney mera naam
**** duniya samjh rahi hai ke sub kuchh tera huun mein **
ley mere tajurbon se sabak ae mere raqib
do chaar sal umar mein tujhase bara huun mein
** jagaa hua zamir woh aaina hai “Qateel”
sone se pahale roz jise dekhtaa huun mein**
Re: Sadma to hai mujhe bhi ki tujh sey judaa huun mein
jagaa hua zamir woh aaina hai “Qateel”
sone se pahale roz jise dekhtaa huun mein
Nice 1 :k:
Re: Sadma to hai mujhe bhi ki tujh sey judaa huun mein
nice :k:
IS
4
Re: Sadma to hai mujhe bhi ki tujh sey judaa huun mein
*aaaj barhay dino k baadaap phir say poetry mai nazar aiay hain wid very nice stuff :-) *

waqie :)
Re: Sadma to hai mujhe bhi ki tujh sey judaa huun mein
meray ko b bohat sadama hia :( nice one ehsan g :)

wonderful