Sadlery...???

Re: Sadlery…???

pataa nahiiN…ham log use duldul hii kahte aaye haiN…mere gaaoN meN ek bhii shi’a nahiiN the is liye kisii ne hamko kuchh bataayaa nahiiN…Dhol bajaane, ta’ziya uThaane, nauHa paRhne aur alam vaGhaira uThaane kaa kaam sunnii hii kiyaa karte the! :slight_smile: