Sadlery...???

Re: Sadlery…???

hahaha…bhai mere, maiN vahaN kaa Khaamosh tamaashaaii huN…aur:

aate jaate huye maiN sab pe nazar rakhtaa huN
naam KKF hai miraa, sab kii Khabar rakhtaa huN! :cb:

haN jii…aapko bahot yaad rahtaa hai k kis ne kia kahaa :cb: vaise, 33 bahaareN aur 34 KhizaayeN to maiN dekh chukaa huN…ab to bas “qayaamat” hii dekhnii baaqii rah gaii hai…kaash vo bhii kisii din ‘chham se’ aa jaaye! :smiley: :cb: