Itna tuuta hoo’n ke chuunay say bikhar jaao’n gaa
ab agar aur dua do gay tu , marr jaao’n gaa
Zindagii! mein bhi musaafir hoo’n teri kashti kaa
Tuu jaha’n Mujhsay kahay gii mein utarr jaao’nga
woh aaj bhi sadiyo’n ki musaafat pay khara hai
dhoondaa thaa jissay waqt ki deewaar gira kar!
Re: Sadiyo’n ki musaafat ..
Boht khoob :k:
Re: Sadiyo'n ki musaafat ..
^ thx.
Re: Sadiyo'n ki musaafat ..
Zindagii! mein bhi musaafir hoo'n teri kashti kaa
Tuu jaha'n Mujhsay kahay gii mein utarr jaao'nga
bahot khoob.......
Re: Sadiyo'n ki musaafat ..
Woh aaj bhi sadiyoN ki musaafat pey khaRa hai
Dhoondha tha jissey waqt ki deewaar giraa kar...!
Very Nice... Sunny :-)
Re: Sadiyo'n ki musaafat ..
thx reet and kkhamoosh
Re: Sadiyo'n ki musaafat ..
tera jumaal nigaaho main lay kur uthaa hu
nikkhur gai hay fiza teray pairahum ki si
nuseem teray shubistaa say ho kur aai hay
meri sehur main mehuk hay teray budan ki si
Re: Sadiyo'n ki musaafat ..
Thx CC , JL And HJ