mai.n aur us gu.nchadahan kii aarazuu
aarazuu kii sadagii thii, mai.n na thaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
http://www.gupistan.com/gallery/1/Blume.gif
***
Zebaish-e-Gulshan meiN Tehreer kahaani hai
Qaid sabhi GuloN meiN kHushboo ki Jawaani hai **
(<—Tassneef)
Amjad bhaai aapke Gul dekh kar yeh Sher Naazil huwa hai shukriaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
sorry for jumping into your Thread
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
*
**Aye Shor e Qayaamat ham sote hee na reh jaa’yeN
is Raah se guzre to ham ko bhee jagaa jaanaa
**
[This message has been edited by Tassneef (edited July 05, 2002).]
nice sher and img ..aur agar ap waqie pakay pakay shaier ho tu u have to jump sab k thread main
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
*Pakkey pakkey Shaiyer? aaji abhi tarhkaa lag rahaa hai aabhi kacha kachaa shaiyaar hooN..aksaar khaane se pait mein dard ho jaata hai lolzz magar pakne hi waala hooN lolzz
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
shukriaaa Jee maiN Shaiyaar hooN
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
**Aye Shor e Qayaamat ham sote hee na reh jaa’yeN
is Raah se guzre to ham ko bhee jagaa jaanaa
**
[This message has been edited by Tassneef (edited July 06, 2002).]
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
nice sher Amjad