Buhat Khoobsoorat sharing Gul :~)
Sadaaye marg-e-muhabbat habs shaakh qahet-saali aalam lab munsif rag rag zabt dil-girifta griftar azaar dehleez mareez-e-wafa rubaru
moshkel words:ASA:
Tum Urdu ki Dictionary Khareed Lo :ASA:
Buhat Khoobsoorat sharing Gul :~)
Sadaaye marg-e-muhabbat habs shaakh qahet-saali aalam lab munsif rag rag zabt dil-girifta griftar azaar dehleez mareez-e-wafa rubaru
moshkel words:ASA:
Tum Urdu ki Dictionary Khareed Lo :ASA:
Re: -- Sadaaye marg-e-muhabbat --
:-)
khabhi aysa hoota hay k aysi cheesain pur kay insaan kay ansoon nikal aatay hain aur khabahi wo muskra dayta hay, Phases of life!
:-)
khabhi aysa hoota hay k aysi cheesain pur kay insaan kay ansoon nikal aatay hain aur khabahi wo muskra dayta hay, Phases of life!
Hey Wie geht es Ihnen?
Itna TIME Naheen Hay Mayray Paas ![]()
:)
barf sii jam gai hey yooN ehsaas par koi hansta nahiN koi rota nahiN merey munsif terey shahr meiN aaj bhi aik ghar hey jahaaN koi sota nahiN
bass keh dia na kay nahi hay achi :s
jis ney bhi likhi hey kamaal kar diya sab parhney waloN ko udaas kar diya
:p
Thanks guys for liking it :-)
Mujhay sab say ziaada bura kaam lagta hay udaas hona
Mujhay har uss cheez say nafrat hay jo udaasi ko janam day
Mujhay acha lagta hay hanstay rehna, hansatay rehna
Yehi wo kaam hay jo dunnia main hay sab say sasta,
Iss main bay-qeemat ansooN tak zayaa nahi hotay :p
PS:
AQ **and **Gul... poem bohat achi hay!
Re: – Sadaaye marg-e-muhabbat –
AQ ka thanks kis khushi meiN adaa kiya ja rahaa hey :aq:
whoops Galti say mistake hogai ![]()
AQ say thanks wapis khainching…
aik baar jo de diya so de diyaa waapis leney ki surat meiN baaqi aap samajh jaaeiN ![]()
ap ka koi connection Pak Political Parties say to nahi ? kay aik dafa jo lay lia to wapis dainay ka naam hi nahi ![]()
e.g. : qarza, kursi etc