Zindagee kee saanss thaak
Tum be mujay saath rakna
Aur ishq ka junoon dil mein appnay saath rakna
Aur jub meri yaad aayay tuo apnay ankoon par tum haath rakna .
Mein roshaan rakoon ga tum ko tumari muhabaath ko
Mein nay appnaay andairoon ka mitha dia hai aur raka hai tumari roshaan muhabaath ko
Haan agar lafaz tumaray pass nahi tuo kia
Tum tuo meray pass hooon
Tum tuo meray saath hoon
Buss mujay yaqeen hai
Kha tum meri hoon buss meri hooon
Abb inthazar bohaat kam hai us chaand raath ka
Jaab jaab chand hoon ga badal kee bahoon mein
Aur phool hoon gay hamari rahoon mein
Bus tab ka inthzar hai jub shaar hoon gee tumari bahoon mein
Aur raath tumari bathoon mein
Mujay yaqeen hai tum be yeh yaqeen kar loon
Kay mujay tum say muhabbat hay
hann.....!
Sachi MUHABBAT Hay...!!!
Very nice