Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye ![]()
so jao na. ![]()
Dil toRa hai na tum ne, aur bhai bolo. ab maza aaya. ![]()
Waseem bhai, aap kahaN ho? ab jo jawab aap ne mujhay sikhaya tha panka ka wo maiN bhala kissi laRki ko kaisay keh sakta hooN yaar.
jaldi se batao ab inhaiN kya jawab dooN? ![]()