Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
so jao na.
Dil toRa hai na tum ne, aur bhai bolo. ab maza aaya.
Waseem bhai, aap kahaN ho? ab jo jawab aap ne mujhay sikhaya tha panka ka wo maiN bhala kissi laRki ko kaisay keh sakta hooN yaar. jaldi se batao ab inhaiN kya jawab dooN?

so jaon
Tension hein kafi nini nahe aye gI
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
apnay aap ko ayinay main dekh kar halchal? are you�
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
so ja dura so ja, warna Mamba aa jaye ga.
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
Burnished_Stone:
wut does it mean
nahe malOom tu bola kYun ???
Shikra
February 8, 2005, 7:25pm
47
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
hahhhahhahahahaā¦good one Mamba bhai :k:
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
[quote=āBlack Mambaā]
so jao na.
nahe soti
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
BM : haan ajao main ap sey kam JINN nahe hOOn seengein hain meri lamby dannt
DF
BS tum tu bas tun hi rehna har waqt ..
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
mainay kuch nahin kiyaā¦
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
so jao na.
Dil toRa hai na tum ne, aur bhai bolo. ab maza aaya.
Waseem bhai, aap kahaN ho? ab jo jawab aap ne mujhay sikhaya tha panka ka wo maiN bhala kissi laRki ko kaisay keh sakta hooN yaar. jaldi se batao ab inhaiN kya jawab dooN?
ponka kya hota hai i just heard this word but exactly dont know wut does it mean
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
Ap ki kami thi
ap bhi agaye .. ayein bethein kya lein gay chai ya coffee MSN tu chal nahe raha ..
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
Ponka mera sir hota hai ā¦
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
bus wo apnay Sohail A uncle, banday hi itnay important haiN na.
I am sooooo in love with Horror movies ki gals. :love:
Shikra
February 8, 2005, 7:32pm
56
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
Thank you
Apney haath ki bani hui jonsi marzi cheez pila den
p.s. Mein chai aur coffee dono nahi peeta
p.s.2. Mein itna acha nick soch kar aaya tha msn k liye, lekin woh chal hi nahi raha
Mamba bhai Sohail A ki tou phir baat hi kuch aur hai :k:
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
kitny ids hain GS per ap ki
Shikra
February 8, 2005, 7:40pm
59
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
BS sirf 2 hain Aik Shikra aur aik woh doosri Sohail A. Meney apni dono IDs kabhi kisi sey chupaayin nahi, tabhi Sohail A obvious nick hai
PD Zehar dein apni maasi ko, jo maalikan ki tarha din mein sirf aik baar kaam karti hai
p.s. Yahan mousan itna acha hai. Thandi hawa, kaaley badal, baarish honey wali hai. Mein long drive sey aa raha hoon :love:
Re: sacha rab raakha, mooN moR janay waliye
bus janānay ki koshish bhi mat karna.
waisay Shikra bhai, wo banda buhat chikna hai. maiN line maroN uss par?