Tum jana chahtee hoo tu jaoo
Magar ya sooch leena
Maray liya ujalay andaharoon say behi gahray hoo saktay hain
Tum ja chookee hoo magar
Mujahay aab behi andahary ujalay ke pahchan hai
Main jhoota nahi tha
Ya siraf is liya ha ka
Dil ko aab behi yaqeen hai ka tum loot aa oo gee