*sabz mausam main zard hawa dee usnay
pahlay ek lamhay ki zanjeer sey bandha mujhko
aur phir waqt ki raftaar barha dee usnay
jaanta tha mujhay maut sukoon bakshay gee
woh sitamgar tha tou jeenay ki dua di usnay
uskay honay sey theen saansain meri dugni shayad
woh jo bichra tou meri umar ghata dee usnay
*
Re: sabz mausam main...
Very nice dania...