Yeh Dhoop chaaouN ka manzar hummain dikh’aati hai
Hanss’a Hanss’a kay kabhi zindagi rull’aati hai
Tera Wajood bhi Umeed ki kirran jaisay
Nayeee Sad’di Naey Imkaan lay kay aati hai
Tum Aur mulk kay baasi, Hum aur Dais ke loog
Kahaan Kahaan say Kahaan Zindagi mill’aati hai
Bahot hi dukh hai wahaan par jahaan juddai hai
Yeh aisi Rah’Guzzar hai joh Dil Dukhaati hai
Ajeeb chupp si lagi hai Kaheen toh Doouri main
Dilloun main dard kai Khaim’ain Kaheen lagaati hai
Mohabbatoon kay saffar main kissi ki yaad saba
Andhairi shabb main bahot roshni jalaa’ti hai
Tum Aur mulk kay baasi, Hum aur Dais ke loog
*sigh..
its really nice. :-)
Re: Sabeeha Saba
[QUOTE]
Originally posted by Gizzy: *
Yeh Dhoop chaaouN ka manzar hummain dikh'aati hai
Hanss'a Hanss'a kay kabhi zindagi rull'aati hai
Tera Wajood bhi Umeed ki kirran jaisay
Nayeee Sad'di Naey Imkaan lay kay aati hai
Tum Aur mulk kay baasi, Hum aur Dais ke loog
Kahaan Kahaan say Kahaan Zindagi mill'aati hai
Bahot hi dukh hai wahaan par jahaan juddai hai
Yeh aisi Rah'Guzzar hai joh Dil Dukhaati hai
Ajeeb chupp si lagi hai Kaheen toh Doouri main
Dilloun main dard kai Khaim'ain Kaheen lagaati hai
Mohabbatoon kay saffar main kissi ki yaad *saba
Andhairi shabb main bahot roshni jalaa'ti hai
[/QUOTE]
Masha Allah this is really perfect.... thanks for sharing....