**sab se chupa kar dard jo woh muskura diya… **
**us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya… **
**lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan… **
**chehra bata raha tha k kuch ganwa diya… **
**aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi… **
**or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya… **
**jane kya us ko logon se thi shikayatein. … **
**tanhaiyon ke dais mein khud ko basa diya… **
**khud bhi woh hum se bichar kar adhura sa ho gaya… **
mujh ko bhi itne logon mein tanha bana diya..
Re: sab sey chupa kar dard
bohat khoob
Re: sab sey chupa kar dard
zabardasttt
Re: sab sey chupa kar dard
![]()
Re: sab sey chupa kar dard
thanks alot 4 liking
Re: sab sey chupa kar dard
good one
Re: sab sey chupa kar dard
:k:
Re: sab sey chupa kar dard
zaberdust
Re: sab sey chupa kar dard
....waaah...bahut badhia!
Re: sab sey chupa kar dard
bhut achi