4 admi bethe hue the jab ek admi unke pass aya aur bola
" tum mein say sab say ziada sust koun hai,mein osay 5 rupay doon ga"
sab ne hath utha diya magar ek ne.Os admi ne osay kaha ke tum sab say ziada sust lagtay ho ,yeh lo 5 rupay lo
os aadmi ne kaha" meharbani kar ke isay meri pocket mein b daal deejiye"
![]()