Zamaney bhar ney loota hai faraib-e-dosti day kar “Faraz”.
Agar tum sath do to sab say dushmani kar loon
Re: sab say dushmani kar loon
Agar tum mil jao, zamana choR denge hum
Itna aasan nahin hota punga lena
Re: sab say dushmani kar loon
Loog chor deyte hain aur phir baad mai pashtatay hain :D
Re: sab say dushmani kar loon
acha howa dosti nahi hoyw. warna dushman ziyda hojataye. ![]()
Re: sab say dushmani kar loon
faraz ko marwany ka irada hy Aapka?