Re: sab mujhe kyun martay hain???
wo na mera na kal fishing par quiz hai
os ka parhna hai:naraz:now do u get it:vivo:
Re: sab mujhe kyun martay hain???
wo na mera na kal fishing par quiz hai
os ka parhna hai:naraz:now do u get it:vivo:
Re: sab mujhe kyun martay hain???
Fishing per quiz ![]()
would there be a quiz sheet on the fish. so then where would you sit ![]()
Re: sab mujhe kyun martay hain???
aap ki gode main
kal chalna saath:phati:
Re: sab mujhe kyun martay hain???
mairi gaud na bharo. abhi tu mein khud jawan hoon ![]()
Re: sab mujhe kyun martay hain???
adopt to kar sakti hoo
![]()
kya aap bhi mujhe pyaar nahi karti:teary2:
Re: sab mujhe kyun martay hain???
Do you own property, bank accounts… then yes. CB loves you munni ![]()
![]()
Re: sab mujhe kyun martay hain???
haan red sea ki sari fish meri hi hain
bechoon gi to ameer ho jaoon gi
Re: sab mujhe kyun martay hain???
kal ko kaho gi k wo konay walaay swimming pool ki saari fish bhi apni hi hain.
![]()
Re: sab mujhe kyun martay hain???
haan apni hi to hai
wo area bhi apnay under aata hai
fishes say hafta leti hoon , un ko na khanay ka:chai:
Re: sab mujhe kyun martay hain???
hum tumhaaray bijinesh sey khush howay
Re: sab mujhe kyun martay hain???
![]()
phir adopt karo gi na
Re: sab mujhe kyun martay hain???
nai ![]()
sirf baihosh kar kay paisay lay loon gi ![]()
Re: sab mujhe kyun martay hain???
nobody loves meeeeeee
main ja rahi hoon GS kya duniyaa chor kar
jumps into the sea
disapears
Re: sab mujhe kyun martay hain???
![]()
![]()
![]()
Re: sab mujhe kyun martay hain???
chali gayi K337
Re: sab mujhe kyun martay hain???
comes out with bucket full of fish
![]()
Re: sab mujhe kyun martay hain???
ewwwwwww naak per haath rakhtay howay
K337 Machli, you smell like fish… rotten fish :yukh:
![]()
Re: sab mujhe kyun martay hain???
nai its my special fish perfume
only penguin knows the joy of fish odour:snooty:
Re: sab mujhe kyun martay hain???
*is thread main booooooooo kyo hay inti *
Re: sab mujhe kyun martay hain???
app ju tashreef lay aaye hain ![]()
![]()
alright me off. AH