Aap sab log theek-thak hain naa…economic crisis to chalta rahega
Aajkal waqt ki killat hai…varna hum bhi kabhi khoob saare post kiya karte they.
Good day to Aishaji, Phatiji, Pyaliji, Nikammiji, Aablapa, Dawa-i-dil
Chintu Bhopali, SS Singh, Ehsanbhai, The one and only one Sardar…vagairah, vagairah..
Sub kuch toh nahi magar bohat kuch theek hay Allah ka shukar hay , mosee key mujj mer gai hay, khari fasal main aag lag gai hay, Zardari Pakistan ka President bun gia hay, wadday mamay k bachchay ko bukhar hay , magar sub theek hay,
aap aap sunain , kia haal chaal hay ?