sab kahtay hain

ek masoom si gheri khai hai
jissey dil ka nam bhi daitey hain

   is khai main apnaiat hai
   issey log mohabbat kehtey hain

apnaiat main ek saya hai
tasweer jissey ham kehtey hai…

   us saee main jo tasweer hai
   wo teri hai sab kehtey hain

:k:

:)

bohat aala...