is waqat Cafe bilkul sunsaaan parha howa hay
![]()
Re: Saba kaha hain
mujhay samajh nahee atti kiya likhoun..
Re: Saba kaha hain
ishq ko jurm kehnay walouN sunouN
aaj ham nay bhi khai hai thoukar...
dil rehta hai udaas har simt uss ki yaad may
ae baywafa touN jaan lay toun abb yeh
ham say chahnay wala kaheen na milay ga tujhay!
Re: Saba kaha hain
kuch b keh lain aap
liken jo kesi nay mujay kehna hay after reading the title wo mai abi say soch raha hoon ![]()
Re: Saba kaha hain
![]()
![]()
![]()
Re: Saba kaha hain
Nice one
![]()
Re: Sab kaha hain
yahaN hain yara ![]()
Re: Sab kaha hain
kaha hain apa ![]()
PS:- salam
aap ke subaho giee kia ![]()
Re: Sab kaha hain
wsalam janab
haan yaar abb tou shaam ho rahee hai....
aur sunaou tabiut tou theek hai na?
Re: Sab kaha hain
its not sunsaan, i m here
wana have a party here
Re: Sab kaha hain
lets have a partyyyyyyyyyyyyyyyy ![]()
i like to move it move it !! ![]()
Re: Sab kaha hain
jiti rahien khush rahien
shaam
oki
Goood eveing then ![]()
meri tabiyat bohat achi hay
today i m wid my ami abu
aaj un say milnay aya hoon apnay hometown
Re: Sab kaha hain
unn ko mera salam deyna :D
aur no more school now a days?
Re: Sab kaha hain
it was sunsaaan couple of hourls ago
now its fine
Re: Sab kaha hain
kia abi un ko raat k 3 bajay utha k aap ka salam doon kia ![]()
infact mera last paper 4th jan ko hay so mai nay socha k abi 5 holidays hian to ghar ka ik adad chakar he aga liya jaiay and i will b ack to islamabad on saturday INSHALLAH
Re: Sab kaha hain
dil laga kar parhna and insha’allah u will do good in ur exam
ameen
aur sunaou koi baat nahee jaga dou itni door say salam day raheen houN unn ko ![]()
Re: Sab kaha hain
INSHALLAH
par dil kiday naal lagana aay ![]()
SumAmean
Sukriya Evil Apa
abi jaga diya o meri khair nahi hay
unhoon nay mujay kehna hay k Imran tum abi tak soiay nahi