Sab Hata Deyen Gay Teri Raah Ki Rakawaten Hamdum

*Sab Hata Deyen Gay Teri Raah Ki Rakawaten Hamdum
Ghar Kay Darvazey Ko Her Waqat Khula Rakhin Gay

Unki Her Baat Ko Bhooley Sey Na Kabhi Bhulain Gay
Unki Yadoon Ko Bhi Seenay Sey Laga Rakhin Gay

Toot Bhi Jaye Gi Umeed Jo Teray Aaney Ki
Ik Diya Phir Bhi Hawaon Main Jala Rakhin Gay*

Re: Sab Hata Deyen Gay Teri Raah Ki Rakawaten Hamdum

Bahut khoob … :k:

Re: Sab Hata Deyen Gay Teri Raah Ki Rakawaten Hamdum

nice sharing