SaayE ki terha saath rahney waaley....

hamse rishta tor gayee…

               haqeeqat mai milna mumkin nahi tha
               magar khuwaabon mai bhi aana chor gayee

               bada armaan tha mujhey tere saath zindagi bitaaney ka
               ghum hai bass tera khamosh reh jaaney ka

               Deewangi isse bhi berh ker kya hogi
               Kasam se aaj bhi mujhey intezaar hai tere aane ka.......

Re: SaayE ki terha saath rahney waaley…

:k:

Re: SaayE ki terha saath rahney waaley....

Wah Umdah...

Bujha dia hai naseebon ne mere piyar ka chaand
Koi diya meri palkon pe ab jala na kare,
Ye theek hai koi marta nahi judai se,
Per Khuda kisi ko Kisi se Juda na kare!

Re: SaayE ki terha saath rahney waaley....

intehaa ho gayee, intezaar ki
aayee na kuch khabar, mere yaar i
bewafaa wo nahi! ye mujhe hae yakee
phir wajah kya huwi
intezaar ki....?

Re: SaayE ki terha saath rahney waaley....

very nice :)

Re: SaayE ki terha saath rahney waaley....

beautiful