Saawun ...

Ye sooch ker Sajna

main bheegti hoon

barasti barish main

shayed

kabhi aysi barish barsey

jo meray Dil main jalney waley

taree Yaadoon k alloow ko

Hameesha k liye bujhaa dey

Vivacious ager aisa ho bhi jai to barsaat yadoon ka allow to bhuja dai gi per har barsaat main yadoon ka bhujna yaad reh jai ga shayad

very nice:biggthumb:

wah ji wah bhut achay:k:

[QUOTE]
*Originally posted by Guest7777: *
Vivacious ager aisa ho bhi jai to barsaat yadoon ka allow to bhuja dai gi per har barsaat main yadoon ka bhujna yaad reh jai ga shayad

[/QUOTE]

Guest7777, shayed aaap apna baat ki sahee tara sey wazahut nahi ker payee ya phir shayed main hi nahi samajh saki :(

Ghazal & Jaan leewwa : Thanx

bahut khoob

Khoobsurat magar dard se bharpoor !

Thanx for sharing !