Saatvan rang

Baal kaalay, safaid baraf say gaal
Chaand sa jism, koot badal ka
Laher ya aasteen, surkh botton
Kuch bhala sa rang tha aanchal ka
Abb kay aae tu yeh iraadaa hai
Doonon aankhon say ussko dekhon ga


Beautiful....

Wah... Lovely...Zabardast Choice and what a piece of poetry...
Thanks for sharing...

itne tareef sis:bummer::smiley:
anyways its very nice:k::k:
thanks:~)

LOlzz… pasand jo aae hai bohat …

very nice ....

Re: Saatvan rang

[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *
Baal kaalay, safaid baraf say gaal
Chaand sa jism, koot badal ka
Laher ya aasteen, surkh botton
Kuch bhala sa rang tha aanchal ka
Abb kay aae tu yeh iraadaa hai
Doonon aankhon say ussko dekhon ga


[/QUOTE]

Salaam

aha kiya bahariyaa takhayyul hai

thanx for sharing

Mirza Ruswa

Re: Re: Saatvan rang

[QUOTE]
*Originally posted by Mirza Ruswa: *

Salaam

aha kiya bahariyaa takhayyul hai

thanx for sharing

Mirza Ruswa
[/QUOTE]

Waliekum Assalam Mirza Ruswa...pasand karnay ka shoukria

aik shar mulahiza hoo

                   ab too Meer koe pouchta hi naheen
                   es ashqi main izat-o-sadaat bhi gae

:eek:kon pasand aa gaya:eek:
aur apne mujhe batia bhi nahi:crying:

Read my line again mooti :smack: pasand aa nahi gaya … pasand aae ( Nazam pasand aae ) iss liye bool diya :bummer:

GKK Azad slimming center say rabta karain

Re: Saatvan rang

bohut khoob :k: par aap batana pasand karain gay keh kia pehli baar daikhtay howay dossri aankh sandal ki nazar ho gaii thi? :smiley:

Re: Re: Saatvan rang

jee jee, pehlee baar zara uchat-tee hoe se nigha ki thee, ab kay baar zara ghour say…theek hay na

mojan mojh malangaan dee, par aap daikh kis ko rahay ho?

Re: Re: Saatvan rang

LOlzzz… experience bolta hai …

mujhe to kuch dal mein kala lagat hai;):rotfl:
woh to tum ne by mistake likh diya aae actually u was going to write pasand aa gaya;)
yaar waise ab mujhe se kia chupana:~)
and one thing more yeh mein moti kab se mashhoor ho gayee:bummer:

Azad:snooty: ab itna fazool pesaa kis ke paas hai:bummer:

Re: Saatvan rang

[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *
Baal kaalay, safaid baraf say gaal
Chaand sa jism, koot badal ka
Laher ya aasteen, surkh botton
Kuch bhala sa rang tha aanchal ka
Abb kay aae tu yeh iraadaa hai
Doonon aankhon say ussko dekhon ga


[/QUOTE]

bohat dinoon kae baad itnee haseen cheez parhanae ko milee.............thanks Mouj ji.

bohot khoob :k:

Beta jee …aab tum mujh se bohat bura pito gi… tayyar raho …

aap kay liay one year free, our humain maloom hai keh aik saal main hatni ka to wazan kam hona nahi.

Motti … mottapay ka sun kar hi mou ka zyqa kharab ho jata hay :frowning: