saas nay apnay 3 daamadon ki mohabbat aazmanay kay liyah unkay saamnay darya main jump laga di…
1 damaad nay usko bacha lia!
ussko saas ki taraf sey ek car mil gayee
2nd time yehi drama hua…
2sre damaad nay bacha lia!
usay motor cycle inam mili…
3rd time repeated!
3sre damaad nay socha meray liyah cycle hi rah gayee hai..
kya zaroorat hai bachanay ki
SAAS doob gayee!!
Aglay din uss damaad ko Mercedez mil gayee!!
Susar ki taraf se