Re: Saarey JahaN say acha...
Acha yaani kay wo "garma garam aanday" wala mausam. Moongphali, Chilgozay
aur saath maiN kino maaltay bhi.
Zabardast.
Iftari time here. Laterz.
Re: Saarey JahaN say acha...
Acha yaani kay wo "garma garam aanday" wala mausam. Moongphali, Chilgozay
aur saath maiN kino maaltay bhi.
Zabardast.
Iftari time here. Laterz.
Re: Saarey JahaN say acha…
Pakistan Pakistan
:shoaby:
Re: Saarey JahaN say acha…
lol ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
Shoaibi 8 ki ijazat hay, 4 kam haiN smileys, ![]()
Kaisay ho, bohat dino say nazar nahi aaye.
Acha maiN zara Iftari kay baad 2-3 ghantuN maiN chakar lagauN ga phir poochuN ga kay kya haal ahwaal hay.
Re: Saarey JahaN say acha...
^ arrey bhai jaldi iftaar kar do na!!!!
Re: Saarey JahaN say acha…
![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
![]()
Re: Saarey JahaN say acha...
aaaa gya maiN.
AOA once again.
Kal hamari chutti hay, yooohooooo!
Re: Saarey JahaN say acha…
mubarak ho
Re: Saarey JahaN say acha...
^^ tum to ab so kay uthi ho gi, right?
BTW. Adrasteia keh rahi thi kay us kay fish tank ganday ho rahey haiN unki safai bari mushkil say ki us nay.
MaiN nay kaha Pingu sisters ko daina tha yay kaam, theek say "safai" kar daiteiN fish ki, theek na? :D
Re: Saarey JahaN say acha…
![]()
haan:phati:
main abhi so kar nahi uthi
Re: Saarey JahaN say acha…
acha to phir ab sonay jaa rahi ho kya? Baat to ek hi hay.
Ya so kay uth-ti ho, ya sonay jaa rahi hoti ho 300 parathay kha kay, ![]()
Re: Saarey JahaN say acha…
nahi sonay bhi nahi ja rahi
aaj shower liya tha na
shower lanay say mujhe nneend aati hai