Re: Saarey JahaN say acha…
Yaar wo Mizzrani ki shaadi hay na, aur catchme keh raha tha kay wo wahaN naachay gay, aur mujey keh raha tha kay tum dhol bajanay waley ho gai.
Phir keh raha tha kay maira dhol to bachuN nay kharab kar dya hay. To maiN nay us say kaha kay koi baat nahi, danda to majood hay. Dholki tumhari baja laiN gay.
Dheko saari posts summarize kar deiN tumhay.