Teri yaadon ke kuch Haseen sapney
Iss nazar mein Saja liye main ne
Tujh ko lekin khabar naa huwi
Kitne Waade wafaa kiye main ne
Meri aankhon mein jitne Gohar the
Hanste hanste baha diye main ne
Teri yaadon mein iss Qadar khoya
Ghair apne sab bhula diye main ne
Dard apnon ne jis Qadar bhi diye
Hans ke dil mein basa liye main ne
Apne chehre ke saare ranj-o-alam
Muskura ke chupa liye main ne
DiL ki mashal jo jal uthi wasee
Saare sapney jala diye main ne
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne....
gr888
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne…
:k:
Tujh ko lekin khabar naa huwi
Kitne Waade wafaa kiye main ne
BOHOT KHOOB :k:
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne....
Bohat shukriya coolpeepa & Irem ......:)
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne…
DiL ki mashal jo jal uthi wasee
Saare sapney jala diye main ne
very nice :k:
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne…
Thanx Vivacious…![]()
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne....
nice one :)
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne…
Nice, thanks for sharing **Aryaan **
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne…
shukriya Daagh & GuL-e-Tasbeeh…![]()
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne....
DiL ki mashal jo jal uthi wasee
Saare sapney jala diye main ne
bahot khoob........** Aryaan **
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne....
nice :-)
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne....
nice1 ..
Re: Saare Sapney Jala Diye Main Ne....
Reet, Maheen & Ghazal pasand karne ka bohat shukriya...:)