saaray chotay bachay yahan aajain

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

kehtey hein na .. jab chota sa bacha hota hai .. so he/she looks so kewwt ..and dil karta hai k kacha khaa jaaon … ham humans to phir bhi resist kar jaatey hein lekin pingu log … se nahin resist ho ga aur nanney munney ko kacha khaa jaaey gi :

mein jhoot to nahin bola .. aisey facts bata raha tha … k nanney munney bachey kitney piyaarey hotey hein aur dil karing to khaa jaaing …

jhoot :vivo: pehley kabhi nahi khaaya lekin today will be first :smiley: