saaray chotay bachay yahan aajain

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

phir tumhain double asar hua hai..ab kya karain? :(

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

:crying:kya main marnay wali hoo??

kuch karo mian itni jaldi nahi marna chahti:crying:

mainn bohat choti hoon abhi:naak:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

itne zayada chote chote bache.. inko yahan supervise kaun kar raha hai ? :vivo:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

:@:jhanjoo apnay baby ko bhi lao yahan

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

yeh ghalti mat karna .. nanney munney kewwwt se bachey ko ..machli samajh k khaa jaaey gi ... :D

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

:hayaa:

usse to nahi pingu ke paas laungi
pingu dangerous hai :vivo:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

:open_mouth:

jhoot:vivo:

nahi jahnjuuu maine kabhi kisi bachay ko nahi kata:teary2:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

fish ke bacho ko bhi nahi? :vivo:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

sirf naughty kids ko:chupki:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

kehtey hein na .. jab chota sa bacha hota hai .. so he/she looks so kewwt ..and dil karta hai k kacha khaa jaaon … ham humans to phir bhi resist kar jaatey hein lekin pingu log … se nahin resist ho ga aur nanney munney ko kacha khaa jaaey gi :

mein jhoot to nahin bola .. aisey facts bata raha tha … k nanney munney bachey kitney piyaarey hotey hein aur dil karing to khaa jaaing …

jhoot :vivo: pehley kabhi nahi khaaya lekin today will be first :smiley:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

:mocking:
sab say pehlay aap ko hi khaoon gi

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

:@:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

teek hai … lekin dont blame me if i eat you first .. I really like penguins chocolate bars

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

:khumar:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

abhi se dar gaaei ho .. :smiley: … chalo phir dono mil k khaatey hein ..:khumar:+ :shireen:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

:chai:mujhe kahany wala abhi koi is duniya main nahi ayaa

:smokin2:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

yeh part nahi dekha merey reply mein > chocolate bars .. haan true .. aap jaisi ko kon khaa sakta hai … :blush:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

:mocking:exactly

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

to phir kia khaana hai … mujhe to bhook lagi hai … na mein aap ko kha sakta hoon aur na hi tum mujhe .. :smiley:

Re: saaray chotay bachay yahan aajain

i m done with dinner:D