Saans lena bhi kasi aadath hai

Saans lena bhi kasi aadath hai
jiye jana bhi kiya riwayat hai
koi aahat nahi badan main kahin
koi saaya nahi hai aankhoon main
paaoon behis hain chale jate hain
ik safar hai jo behta rehta hai
kitne barsoon se, kitni sadiyoon se
jiye jate hain, jiye jate hain
Aadataain bhi ajeeb hoti hain

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

is this the whole nazm? It seems a bit incomplete...

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

no this is not the complete
this is intro of a ghazal/poem in Album Koi Baat Chalay by Jagjit Singh
Poet name Gulzar

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

achi post hai ALi :)

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

thanks :)

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

hmm…waqaee aadatain bhi ajeeb hotee hain:)
nice Sharing Bro:k:

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

u cannot say ke saari aadatain ajeeb hoti hain :slight_smile:

kuch adatain achi bhi hoti hain aur kuch buri

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

:)
Ajeeb logon ki Adatain Tou Ajeeb he hotee hain na...............:D

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

:hmmm: aur aap un main se aik hain

:smiley:

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

:slight_smile:
Undoubtedly…YES
Jawaab Darust hoa:)

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

Jawaab durast hai to mera prize kahan hai :D

i am leaving for a while will be back ain couple of hours :)

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

sans lena adat nain zaroorat hai.

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

nice sharing ali :)

Re: Saans lena bhi kasi aadath hai

nice sharing :)