Insaan insaan ko das raha hai
Lo bhayee
Saanp daikh daikh k hans raha hai
Re: Saanp
Lo bhayee shair sun lao wadda :p :D
Re: Saanp
aap sanp ko vampire se compare kar rahay hain :p
Re: Saanp
ek hi baat hai.. dono ke kaatne se aadmi zinda nahin rehta:p
Re: Saanp
saanp kitana bhi khtanaak ho jaye, zardari se zayda nai ho skta ha
