**
hosh-o-havaas O taab-o-tavaaN, “DaaGh!”, jaa chuke
ab ham bhii jaane-vaale haiN, saamaan to gayaa!**
Restored attachments:
**
hosh-o-havaas O taab-o-tavaaN, “DaaGh!”, jaa chuke
ab ham bhii jaane-vaale haiN, saamaan to gayaa!**
Restored attachments:
Re: …saamaan to gayaa!
Yeh saman Daagh ka to nahi lagta
Janab ab aap bataein kis ka utha laye ho???:hmmm:
Re: …saamaan to gayaa!
to, phir kiske zamaane ke samaan haiN yeh? u ke? lol…![]()
vaise, is samaan meN suraaHee kii kamii rah gaii thii!
ji ji…vohii ‘suraaHee daar’ waali gardan kaa jiskaa zikr-e-Khair is naGhme meN hai:
Re: .....saamaan to gayaa!
^Jab Main paida hua tha us waqt shayed aisa saman hota hoga!!!
Ek agul daan bhi hojaye to kaisa rahe???
Re: .....saamaan to gayaa!
^Jab Main paida hua tha us waqt shayed aisa saman hota hoga!!!
Ek agul daan bhi hojaye to kaisa rahe???
haN par, uGhaaldaan par koii gaanaa to nahiiN hai par ek sardarjee waalaa joke zaroor hai! :D
how about silipchi?
Re: .....saamaan to gayaa!
haN par, uGhaaldaan par koii gaanaa to nahiiN hai par ek sardarjee waalaa joke zaroor hai! :D
how about silipchi?
Silipchi kiya hoti hai?
Re: .....saamaan to gayaa!
Silipchi kiya hoti hai?
puraane zamaanoN meN Khurd o ta'aam se pahle aur aaKhir Khaadim donoN haath se ise pakaRtaa aur kandhe par ek tauliyaa rakhtaa...phir sab musaaHibeen ke aage jaataa aur sabhii Hazraat is meN haath dhote aur kulliyaaN vaGhairah karte...is portable sink ko silipchii kahte the.

Oh I see
Re: .....saamaan to gayaa!
Airport pe baith k sher likha tha?
Re: …saamaan to gayaa!
![]()
Re: …saamaan to gayaa!
kya ![]()
Re: …saamaan to gayaa!
Nothing